Tuesday 23 February 2016

DUA SANAMAE QURAYSH

Aye Allah tu Quraysh ke dono zaalim
aur baatil maabudon ( idols)
aur dono shaitaanon
aur dono sharikon
aur in dono ki betiyon par laanat kar ( beshumar laanat)
Jinhonay tere hukm ki khilafwarzi ki
Teri wahi ko peet dikhaai
Terey imam ke munkir hue
Tere rasul ki baat nahi maani
Tere deen ko palat kar rakh dia
Teri kitaab ke takaazon ko pura hone nahi diya
Tere dushman se dosti ki
Teri nematon ko thukraaya
Tere ahkam ko mutil kia
Aur tere faraaez ko baatil kiya
Aur teri aayaton mei alhad kiya
Aur tere doston se adaawat ki
Aur tere dushmanon se muhabbat ki
Aur tere shehro ko kharaab kia
Aur tere bando mei fasaad phailaaya

Aye Allah tu in dono aur inki matabat karne walon
aur inke doston
aur inke pairokaaron(followers)
Aur inke madadgaaron par laanat kar ( beshumar)
Kyuke inhone khaanaae nabuwat ko tabha kiya
Aur iski chhat ko tod daala
Aur iskey aasmaan ko iski zameen se
Aur iski bulandi ko iski pasti se
Aur iske zaahir ko iske baatin se mila diya
Is ghar ke makino(rehneywaalon) ka istehsaal kiya
aur iske madadgaaron ko halaak kia
Aur iske baccho ko qatl kia
Aur iske mimbar ko iske wasi aur iske ilm ke waris se khaali kia
Aur iski imamat ka inkaar kia
Aur in dono ne apney parwardigaar ka sharik banaaya
Lihaaza( isliye) tu inke azaab ko sakht kar
Aur in dono ko hamesha saqar(dozakh)me rakh
Aur tu khoob jaanta hai ke dozakh kya hai
woh kisiko nahi rakhta aur na chodta hai
Aye Allah tu inpar laanat kar har buri baat ke ewaz( badley) mei jo insey sarzard hui ho
Yaani inhone haq ko poshida kia
Aur mimbar par chadhey
Aur momin ko takleef di
Aur munafiq se dosti ki
Aur Allah ke doston ko aziyat di
Aur Rasool Allah saws ke dhidkaaye hue ko waapas laaye
Aur Allah ke sacchey aur mukhlis bandon ko jilaa watan(sheher se baahar) kia
Aur kaafir ki madad ki
Aur imam ki behurmati ki
Aur waajib mei taaghir(change) kia
Aur ansaar ke munkir hue
Aur shar ko ikhtiyaar kiya
Aur maasoom ka khoon bahaya
Aur khair ko tabdeel kia
Aur kufr ko kaayam kia
Aur jhuth par adhey rahe
Aur miraas par naahaq qabis hue
Aur khiraaj (booties) ko munqata (stop)kia
Aur haraam se apnaa pet bhara
Aur KHUMS KO APNEY LIYE HALAAL KIYA
Aur baatil ki buniyaad kaayam ki
Aur zulmo jor ko raaij (common) kia
Aur dil mei nafaaq poshida rakha
Aur makar (hypocrisy) ko qalb mei chupaaye rakkha
Aur zulmon sitam ki ashaat ki
Aur waAdon ke khilaf amal kia
Aur amaanat mei khayaanat ki
Aur apney ahad ko tod daala
Aur Allah Rasool saws ke haraam ko halal kia
Aur Allah Rasool saws ke halaal ko haraam kia
Aur MASOOMA S.a. KE SHIKAM PAR DARWAZA GIRAKAR SHAGAAFTA(phaad) KIYA
AUR MOHSIN A.s. MAASOOM KO SHAHEED KIA
AUR MAASOOMAE AALAM KE PEHLU KO ZAKHMI KIA
AUR RASOOL SAW KI LIKHI TEHREER JO FIDAK PAR THI PHAAD DAALA
Aur jhaamiyat ko pura ganda kiya
Aur muzizin ki aabru rezi ki
Aur zalil ko aziz kia
Aur haqdaar ko haq se mehroom kia
Aur jhuth ko fareb ke saath amal mei laaye
Aur Allah Rasool saws ke hukm ko badal dia
Aur Imamat ki mukhalefat ki
Aye Allah jin jin aayaaton ki aini haisiyat ko inhone badla hai inke adado shumar(counting) ke mutaabik inpar nafrin farma( beshumar laanat)
Aur jitney faraaiz chode hai
Jitni sunnaton ko tabdeel kiya hai
Jo jo ahkaam mutil kiye
Jin jin rasmon ko mitaaya hai
Jin wasiyaton ko kuch se kuch kardiya
Aur woh umoor jo inkey haathon par zaaya hue
Aur woh baiyat jiske parakhchay udaaye
Aur woh gawaahiya jo chipaai
Naiz woh daaway jinhe insaaf se mehroom rakha gaya
Woh saboot jinhe qubool karne se inkaar kiya gaya
Aur woh bahanay jo taraashay gae
Woh khayanat jo badhti gai
Aur fir woh pahaadi jispar yeh jaan bachaanay ke liye chad gae
Aur woh maaiin rahai( fixed rules) jo unhone badli
Naiz woh khutay raastey jo inhoney ikhteyaar kiye
In sab ke barabar inpar laanat bhej(beshumar)

Aye Allah poshida taur par zaahir bazaahir aur aelaaniya tareekhe se inpar nafrin farma(beshumar)
Beshumar laanat ,abdi laanat,lagaataar laanat aur hamesha baaki rehne waali laanat
Jiski taadaad mei kabhi koi kami naa
Aur in par iski muddat kabhi khatm na ho
aisi laanat (whipping)jo awwal se shuru ho aur aakhir tak muntaka naa ho
Aur inke madadgaaron par
Aur nusrat karne walo par
Aur doston par
Aur inke hawa khawaaon par
Aur farmabardaaron par
Aur fir inki taraf raghbat karne walo par
Aur inke ehtejaaj par hum aawaaz hone walon par
Aur inki pairwi karne walo
Aur inke maanney walon par
Aur inke ahkam ki tasdeeq karne waalo par (beshumar)

Aye Allah tu inpe aisa azaab naaZil kar jis ahle dozakh faryaad karne lage aye tamaam aalamon ke parwardigaar meri yeh dua kubool kar pas ai Allah tu in sab par laanat kar aur
(Aye Allah) rehmat nazil farma Muhammad (sawa) wa aale Muhammad (sawa) par

No comments:

Post a Comment