Monday 29 February 2016

ZIARAT -E- ASHURA IN URDU

ZIARAT -E- ASHURA IN URDU

Khuda-e-rehman kay naam se shuru karta hoon.

Salaam ho app par ya Abu-Abd Allah.

Salaam ho app par Ae Farzand-e-Rasool Allah (SAW)

Salaam ho app par Ae Ameer-ul-Momineen (AS) aur Syed-ul-Momineen (AS) kay Farzand

Salaam ho app par Ae-Aleemeen ki Khawateen ki Sardar Fatima Zehara (SA) kay Farzand

Salaam ho app par Ae wo Shaheed rah-e-Khuda jis kay khoon ka inteqam parwardigar kay zimay hai aur jo tanha reh gaya tha.

Salaam ho app par aur un Arwah par jinhonay App (AS) kay jawaar mai kayam kia.

App (AS) sab par hamesha parwardigar ka salaam.

Jab tak mai baqi raho aur shab-o-roz baqi rahay

Ya-Abd Allah! Yeh hadsa bara azeem hai aur yeh museebat bari jaleel aur azeem hai.

Hamaray lie aur tamaam ahl-e-Islam kay lie

App (AS) ki museebat jaleel aur azeem hai asmano mai tamaam asmaam walo kay lie.

Tu Allah lanat karay us qom par kis ne app Ahl-e-bayat (AS) pat zulm aur jor ki bunyaad dali.

Aur Allah lanat karay us qom par jis ne App (AS) ko app ke muqaam se hata dia.

aur us martabay se gira dia jis par khuda ne App (AS) ko rakha tha.

aur Allah lanat karay us umat par jis ne App (AS) ko qatal kia

aur lanat karay us qom par jis ne un zalimo kay lie App (AS) se jang karnay ki zameen hamwaar ki hai

mai khuda aur App (AS) ki bargha mai in sab se baraat karta hu

aur un ke pairokaro aur chahanay walo aur iteba karnay walo se

Ya Abad Allah! mai App (AS) se sulha karnay walo kay lie sarapa sulha aur App (AS) se jang karnay walo kay lie qayamat tak sarapa jang ho.

aur Allah lanat karay aal-e-ziyad aur aal-e-marwaan par

aur lant karay tammam bani umiya par aur lanat karay ibn-e-marjana ( ibn-e-ziyad) par

aur lanat kar umar-bim-sad aur lanat karay shimar par aur lanat karay is qom par jis ne zen kisa aur lagaam lagai aur naqaab pehni App (AS) se jang karnay kay lie

App (AS) par meray Maa baap qurbaan

App (AS) ki museebat meray liee bohat azeem hai

mai us khuda se sawaal karta hu jis ne App (AS) ke muqaam ko mahutram banaya hai aur App (AS) ki waja se mughe bhi izzat de hai

kay mughe naseeb kay App (AS) kay dusmano se inteqam us IMAM (AS) ke saath jis ke nusrat wada kia gaya hai Paigambar-e-Islam (SAW) kay ahl-ebayt (AS) mai say

Khudaya mughe ipni bargha mai Aabru mand qaraar de Hussain (AS) kay sadqay mai dunya-o-akhirat mai

Ya Abad Allah! mai Allah ki taraf, Rasool akram (SAW) aur Ameer-ul-Momineen (AS) ki taraf, Janab-e-Fatima (AS) aur Imam Hassan (AS) ki taraf aur App (AS) ki taraf taqarab chahata hu.

App(AS) ki muhabbat aur App (AS) ke qatilo aur dushmano se baraat ke zarye aur un se bezaari kay zaryee jinhonay app par zulm-o-jor ki bunyaad rakhi hai.

Mai khuda aur Rasool (SAW) ki bargha mai bezaar hu un tamaam logo se jinhonnay Zulm ki bunyaad rakhi ya us ki emaarat tayaar ki.

Aur App(AS) par aur App (AS) kay chahanay walo par zulm-o-jor ka silsila jari rakha.

Mai khuda aur App (AS) ki bargha mai izhaar-e-baraat karta hu

Un sab se aur khuda ki bargha mai aur phir App(AS) ki jannab mai taqarub chahata hu.

App(AS) aur APP(AS) kay dostoon ki muhabbat ke zarye aur App(AS) ke dusmanoo aur APP (AS) say jang karnay walo se bezaari kay zaryie aur phir un sab ke iteba aur pairo-o-karo se bezarri kay zaryiee.

Mai sarapa sulha hu us kay lie jo APP (AS) se sulha rakhay aur sarapa jang hu us kay lie jo APP (AS) se jang karay

Mai APP (AS) kay dostoon ka dost aur APP (AS) kay dusmanoo ka dushman hu.

Meri iltemaas us Mabood se hai jis ne APP (AS) ki maarfat aur APP (AS) ke dostoon ke maarfat se nawaza hai

aur APP (AS) ke dushmano say baraat ke taufeeq de hai

kay mughe dunya aur akhirat mai APP (AS) kay saath karrar de dunya-o-akhirat mai APP (AS) ki bargha mai sabit-qadam aur meri dua hai kay mugh APP HAZRAAT (AS) kay muqaam-e-mehmood tak paunchade

aur mughe naseeb karay APP (AS) ke khoon ka inteqam us IMAM HADI (AS) kay saath mil kar lenay ka jo APP HAZRAAT (AS) ke haq ka elaan karne wala hai .

Aur mai parwaardigar se sawaal karta hu APP (AS) kay haq aur us ki barghah mai APP (AS) ki shaan ka wasta de kar kay mughe is museebat mai us se behtar ajar ata karay jo kisi bhi sahib-e- museebat ko ata kia hai.

Yeh Museebat kis kadar azeem hai aur is ka hadsa kis qadar jaleel hai, Islam mai aur tamman asmaano aur zameen mai.

Khudaya mughe us manzil mai un logo mai qaraar de jin tak teri salwaat aur rehmaat aur magfiraat paunch nay wali hai.

Khudaya meri zindagi ko Muhammad (SAW) -o- Aal-e-Muhammad (SAW) ki zindagi aur meri maut ko Muhammad (SAW) -o- Aal-e-Muhammad (SAW) jaisi maut karaar de.

Khuya yeh woh din hai jisay bani-umaiya aur jigar khaura ki aulaad ne roz-e-barkaat karaaar dia tha jin mar tune aur teray Paigambar (SAW) ne lanat ki hai.

Har muqaam, har manzil aur har mauqaf mai jeha teray Paigambar (SAW) ne waqoof kia.

Khudaya Abu-sufyan, Mawiyam, Yazeed-bin Mawiya par lanat kar aur in sab par teri lanat hu hamesha hamesha

Aur yeh wo din hai jis me aal-e-ziyad aur aal-e-marwaan ne khushi manaye kay Rasool(SAW) ke nawasay Hussain (AS) ko qatal kardia hai

Khudaya in ( aal-e-ziyad aur aal-e-marwaan) par apni taraf se lanat mai ziyaadti kar aur azaab mai

Ae Parwardigar beshak mai tera Qurb chahata hu us din aur apnay us mauqaf mai aur zindagi ke dino mai in ( aal-e-ziyad aur aal-e-marwaan) say bezaari kay saath aur in par lanat kay saath aur teray NABI (SAW) aur un ki AAL (AS) se muhabbat ke saath.

Salaam hu Teray NABI (SAW) par aur un ki AAL PAK (AS)

Ahl-e-Bayt kay Dusmanoo Par Lanat ( 10 Times) :

Khudaya Lanat kar pehlay zalim par jis ne Muhammad (SAW) -o- Aal -e-Muhaamad (SAW) par zulm kia.

Aur akhri fard par jo in ka us rah mai intebah karay.

Khudaya lanat kara us groh par jis ne HUSSAIN (AS) se jang ki aur un ke qatal ke liee zalimo ka intebah kia aur in ki biyat ki.

Khudaya in sab par lanat nazil kar.

Shaudaye Karbala Par Salaam ( 10 Times ) :

Salam hu app par Ya-Aba-Abd Allah (AS).

Aur un arwaho par jo App (AS) kay saath muqeem hai.

Meri taraf se App (AS) par Allah ka salaam jab tak mai zinda raho.

Aur jab tak din raat baqi rahay.

Allah is ziyarat ko App (AS) ki bargha mai akhri hazri na qaraar ne.

Salaam hu HUSSAIN (AS) par , aur ALI - IBN - HUSSAIN (AS) par , aur AULAD-E-HUSSAIN (AS) par aur ASHAB-E-HUSSAIN (AS) par.

JUMLA QATILAN-E-HUSSAIN (AS) PAR LANAT :

Khudaya meri lanat ko muqsoos karde us pehlay shaks se jis ne zulm kia.

Us se ibteda kar phir dosray, Teesray , Choothay par lanat

Khudaya Paanchwe marhelay par Yazeed par lanty kar

aur phir Ubaid-Ullah-Bin Ziyad par lanat kar

aur Umar-Bin-saad par lanat kar

Aur abu-Sufyan, Ziyad, Marwaan ki aulaad par lanat kat qayamat tak.

Dua-e-Sijda:

Khudaya teray lie hamd hai.

Wo hamd jo shukar guzar log masahib mai kia kartay hai.

Shukar hai parwardigaar ka is museebat par bhi

Khudaya mughe HUSSAIN(AS) ki shafayat naseeb kar jab teri bargha mai hazir hu,

aur mughe apni bargha mai sabit qadam anayat farma IMAM HUSSAIN (AS) aur un ke un ASHAAB ke saath jinhoonay apni janne qurbaan Kardi HUSSAIN (AS) ke huzoor me.

2 Rakat Namaz:

Pehli Rakat mai Surah- Al Hamd ke baad Surah-e- Qadar

Dosri Rakat mai Surah- Al Hamd ke baad Surah-e-Ikhlas (TAUHEED)

Baad-e-Namaz Yeh Dua Parhe:

Ae Allah me ne yeh Do- Rakateen Namaz HAZRAT IBE-IBAD- ALLAH Al-HUSSAIN (AS) ki Roh-e-Muqadas ko hadya paish karnay ke garz se parhi hai

Tu qabool farma ke mughe is ka agar ata farma aur meray sawaab ko IMAM HUSSAIN (AS) ki paak-o-Pakeeza Roh ko hadya pauncha de.

(AMEN)

Saturday 27 February 2016

J.Mohsin Ibne Ali (as) Killers

1. Who killed Mohsin ibne Ali (a.s)
[1]Imam Ali(a.s) and Abbas were sitting inside the house of Fatimah, Abu Bakr told Umar: "Go and bring them; if they refuse, kill them." Umar brought fire to burn the house. Fatimah came near the door and said: "O son of Khattab, have you come to burn our house on me and my children?" Umar replied: "Yes I will, by Allah, until they come out and pay allegiance to the Prophet's Caliph."
_____________________________
[2]The historian named the following people among those who attacked the house of Fatimah to disperse people who sheltered there:

Umar Ibn al-Khattab
Khalid Ibn Walid
Abdurrahman Ibn Ouf
Thabit Ibn Shammas
Ziad Ibn Labid
Muhammad Ibn Maslamah
Salamah Ibn Waqash
Salamah Ibn Aslam
Usaid Ibn Hozair
Zaid Ibn Thabit
_____________________________
[3]"They attacked FATIMAH'S (s.a.) house. They Crushed the Chief of All Women behind the door so violently that it resulted in the miscarriage of MOHSIN (a.s.)"
_____________________________
[4] Killers of Mohsin Ibn Ali (a.s.) will find a most painful chastisement awaiting them on the Day of Resurrection. Allah the Almighty will take them to task before all other tyrants and oppressors.
It is related that on the Day of Resurrection, the first person who will be rendered justice and called for judgment will be Mohsin Ibn Ali (a.s.). His murderer along with Qunfuz will be brought and flogged with whips of fire – a single strike of which is enough to dry up all the oceans of the earth and likewise a single strike on the mountains is enough to crush them into ashes. The murderers of Mohsin Ibn Ali (a.s.) will be struck with this whip.

References:
_____________________________
[1] Sunni reference:
Iqd al-Fareed, by Ibn Abd Rabb,
Part-03,Page-63 Al-Ghurar, by Ibn Khazaben, related from Zayd Ibn Aslam

[2] Sunni reference:
Al-Imamah wa al-Siyasah by Ibn Qutaybah,Vol-1,Page-03,19 & 20.

[3] Masoodi in Isbaat al - Wilaayah,  Page 142

[4]Behar al-Anwaar,Vol-28,Page-64;
BAITUL AHZAAN,PG-176, MUSANNIF:Mohaddis e Akbar Sheikh Abbas Qummi(Saaheb e Mafaateeh-ul-Jinnan)

2. Punishment to The killers of Mohsin ibne Ali (a.s)
Imam Jafar-e-Sadiq(a.s) :
“When Holy Prophet(SAWA) went to Meraj , Allah(swt) said to him.

On the day of Qayamat first of all whom I will seek and will punish him will be the killer of Mohsin Ibne Ali and will beat him with the whip of fire in such a way that if one of it is struck in the river, it will become hot from east to west and if it is hit on any mountain of the world it will be crumble into pieces”.
(Jila ul Uyoon, Pg-238)

Names and Meanings Of Hazrat Fatima Zahra (sa)

1. Imam al-Sadiq<as> said:
"Fatima<sa> has nine names before Allah:
1. Fatima
2. al-Siddiqa (the Veracious One)
3. al-Mubarak (the Blessed)
4. al-Tahira (the Cleansed)
5. al-Zakiyya (the Pure)
6. al-Radiyya (the Content)
7. al-Mardiyya (the one who pleases Allah)
8. al-Muhaddatha (the one who is spoken to by angels)
9. al-Zahra' (the Radiant)."
Sayedah Fatimah-Zahra<sa> was known by nine different names of which FATIMA was the most special.
Her names and the meanings are:

FATIMA:
Imam As-Sadiq<as> quoting his father said, “The Messenger of Allah said: O’ Fatima, do you know why you have been given the name Fatima?” Imam Ali<as> said: ‘Why was she named Fatima   ?’ The Prophet <saww> replied: ‘Because she and her followers (Shiites) are protected from the fires of hell.’”

ZAHRA:
She is called Az-Zahra because as Ibn Abbas narrates that the Prophet of Allah<swt> said: “Surely my daughter Fatima<sa> is the Mistress of all women from the beginning to the end. She is a part of me, and the light of my eyes. She is the flower of my heart, and is my soul. Fatima<sa> is a human huri, who whenever she stands in prayers in the presence of her Lord (Exalted is His name), her light illuminates the skies for the angels, like stars shine to people on Earth.”

TAHIRA:
She is At-Tahira because Allah revealed in the Quran the ‘Ayah of Purification’, “And Allah only wished to keep all abomination far from you, oh members of the family, and to keep you pure and spotless.”(33:33)

MARDHIYA:
She achieved this name and rank through her good deeds that pleased Allah and made Him well satisfied with her. “Return to your Lord, well-pleased (with him), well-pleasing (Him). (89:28)

SIDDIQA:
The Arabic word ‘sidq’ means truth. Fatima<sa> was As-Sidiqqa because she was a truth-teller. She never lied. Her deeds conformed to her words. She never lied because she was used to truthfulness. She believed in the commands of Allah and his Prophet (p), without doubting at all.

BATOOL:
Fatima<sa> was purified in the verse of purification, (33:33). This meant that she was not only pure from sins but she was also cleansed from impurities like childbirth bleeding and menstruation. It is narrated that Asma bint Umais said: “When Fatima<sa> gave birth to Al-Hassan, she did not bleed. She also does not have menstruation bleeds. When I informed the Prophet of Allah of this, he said: ‘Don’t you know that my daughter is chaste. She does not discharge blood as a result of childbirth or menstruation.’”

ZAKIYA:
Fatima was pure and free from all sins so for that reason she is called Az-Zakiya.

ATHRA’A:
She was named Al-Athra’a because Fatima never lost her maidenhood. The Prophet said, “My daughter Fatima is a female huri.” Explaining this Imam As-Sadiq<sa>said, “Because (huris) are created from pure goodness where no blight can alter them, nor does senility inflict them…menstruation does not pollute them.”

MUBARAKA:
She was named Al-Mubaraka because abundant blessings came from her. The most significant was the blessing of eleven Imams whom she is the mother of.
(Kanz al-`Ummal)

2. Names of Hazrat Fatima Zehra (s.a)
🌺Fatima(s.a.) The Radiant
Imam Hasan Askari(a.s.) reported that his father quoted Jabir Ibn Abdullah as saying : ' The Messenger of Allah, Peace be Upon him and his cleansed progeny, said : ' When Allah created Adam and Eve, they strutted through paradise and said : ' Who are better than we ? ' At that moment they noticed an image of a girl like they had never seen before; from this girl came an illuminating light so bright that it almost blinded the eyes.
They said : ' O Lord, what is this ? ' He answered : ' This is the Image of Fatima(s.a.), the mistress of your women descendants. '
Lisan Al Mizan Volume 3 page 346
---------------------------------------------
Ibn Abbas said : ' Aisha entered the house while the Messenegr of Allah was kissing Fatima(s.a.), so she said: ' Do you love her, O Messenger of Allah? '
He replied : ' Indeed, by Allah if you knew the extent of my love for her, your love would increase for her. When I was in the forth heaven ... that I found these dates softer than butter, more pleasent than musk and sweeter than honey. So when I descended to earth, I came unto Khadija and she bore Fatima. Thus Fatima is a human huri, whenever I long for paradise I smell her.

🌴Hazrat Fatima Zahra's(s.a.) other names:
🌺Az-Zahra: She was named by Allah(swt), as Az-Zahra because her Holy Light used to shine among those brighter in all The Heavens.
🌺Batool: Because of her absolute Purity attained from Paradise from The Heavens. And also because, The Lady Fatimah Al-Zahra, not like all the other women in the world, she had been blessed of not having the monthly menstrual period. This purity of hers was created by Allah The Almighty with the Purity of the Heavenly food and water her Holy Father had received, when he was alone on the mountain top indulging himself in prayer in the worship of God, for forty days and nights.
🌺Siddiqah: The Honest, The Righteous
🌺Al-Mubarakah: The Blessed One
🌺Al-Tahirah: The Virtuous, The Pure
🌺Al-Zakiyah: The Chaste, The Unblemished
🌺Al-Radhiatul Mardhiah: She who is gratified and who shall be satisfied
🌺Al-Muhaddathah: A person other than a Prophet, that the angel's speak too
🌺Al-Zahirah: The Luminous

Iblees

Hazrat Salman Farsi, Mola Ali (as)
Ki Khidmat Mein Hazir Hoye Aur Kaha Ke..

Ya Mola ..Musid Mein kuch Logon Ne Abu Bakar Ko Khalifa Maan Liya Hai, Aur Log Unki Bait Kar Rahay Hain..

Mola Ali (as)
Ne pocha !Sab Se Pehlay Bait Karne Walay Shakhs Ko Tum Ne Dekha ??

Salman Farsi, Ne Arz Kiya
Ya Mola, Dekha Zaror,
Magar Mein Usko Janta Nahin Hun !! Lekin Lagta Aisa Tha Ke Usko (Rasool saww) Ke Wesal ki Sab Se Zyada Khushi Thi ..
Uski Lambi Dahri Thi Aur Mathay Par Sajdoon Ke Nishan Thay ..

Mola Ne Farmaya
Aye Salman Suno !! Abu Bakar Ko Bait Karne Wala Woh Pehla Shakhs
"Iblees" Tha .
(Ehtiaj e Tibresi, Vol-1,Page-237)

Merits of Imam Ali ibne Abi Talib (as)

1. Virtue of Ali ibne Abi Talib (as)
Holy Prophet (sawa):
"Allah made the virtues of My brother Ali ibne Abi Talib(as), such that they cannot be counted but by Him. He who mentions one of these virtues admitting it, Allah shall forgive his past and future sins, even if he reached Judgment Day carrying the sins of the two Realms. 

He who writes a virtue of Ali ibne Abi Talib(as), the Angels shall ask Allah forgiveness for him as long as these words exist. 

He who listens to a virtue of Ali(as), Allah shall forgive his ears' sins, 

and he who sees a written virtue of Ali(as), Allah Shall forgive his eyes' sins. 

Then, Prophet Mohammad said: 
Looking at Ali is worship and mentioning and recalling him is worship as well. and no work or deed is accepted by Allah, except by loving and following him ...(wilaya) and baraat from his enemies."
(Reference:
Amali Al-saduq p201, 
Al Bihar Vol38 p196, 
Ta’weel Al-Ayat vol2 p888, 
Helyatul Abrar vol2 p 122, 
Kashful Ghumma vol 1 p109, 
Kashet Al- Yakin p4, 
One hundred Mankaba p176,
Yanabe’e Al Mawada vol1 p364.)

2. Sirat  al  Mustaqeem (Straight  path) 
Imam Jafar-e-Sadiq  (as)  narrates,
“Siratul  Mustaqeem  is  Ameerul  Momineen   Ali(a.s)  ibn Abi Talib  (as).“

Regarding  this  saying  of  Allah,  “Keep  us  on  the  straight  path (siratul mustaqeem)”
(Surah -01: Aayat -06), 

Imam  (as)  says, “Siratul  mustaqeem  (straight  path)  is Ameerul Momineen  (a.s).

Allah  says in  His  book,
“And  surely  it is in the  original  of  the  Book  with us,  truly  elevated,  full  of  wisdom”,
(Surah 43: Aayat - 04)

Ameerul  Momineen  (a.s)  is  umm  al Kitab (original  of  the  book).  This  is  in  accordance  with  the  saying of  Allah,  “Keep us on the straight  path”.
(Maani  ul  Akbar, Page-32)

3. Imam Ali (a) and Surah Zilzal
It is narrated from Fatima (s) that:
In the time of the caliphate of Abu Bakr (la) an earthquake occurred in the city of Medina. People, worried and afraid tried to take refuge in Abu Bakr’s (la) and `Umar’s (la) house, but Abu Bakr (la) and `Umar (la) were themselves frightened and were going to `Ali’s (a) house. Everyone followed Abu Bakr (la) and `Umar (la) to `Ali’s (a) house. When they reached Ali’s (a) house,

Ali (a) came out of the house in a normal state and was not worried or frightened. He went forward and the people followed him until they reached a hill. They all sat at the top of the hill and were looking at the buildings and houses of Medina and saw that its walls were violently moving due to the intensity of the earthquake.

Ali (a) stated, “It is apparent that this incident which you are witnessing has frightened you ?

The people said, “How can we not be frighten when we have never seen such an earthquake before ?

Fatima (s) stated: Ali (a) moved his lips [and whispered something] and then hit the ground with his hand and said, ”What is the matter with you, be calm !

The ground became calm. People were more amazed at seeing the act of Imam `Ali than the earthquake. Imam Ali (a) stated, “Were you surprised with what I did ?”

The people said, “Yes.”

Imam `Ali (a) stated, “I am that human being about whom Allah (swt) the most excellent and noble has stated: {When the earth is shaken with her (violent) shaking, And the earth brings forth her burdens, And man says: What has befallen her?} (Zilzal, 1-4), I am the human being who asks the earth why it is shaking, what has happened? {On that day she shall tell her news}. The ground will [then] inform me [of all its news].
(Dala'il al imamah, Bihar Al-Anwar & ilal Al-Sharai of shaikh saduq & others. for persian translation of the naration see sayed hussain, islami, musnad e Fatima Al-Zahra (s), Qom, Annsariya publication, 1383 H.S, Page 55-57)

4. STATUS OF ALI(AS) ON THE DAY OF QAYAMAT
Abu Abdullah, Ja'far b. Muhammad, peace be upon him, said:
On the Day of Resurrection, an announcer will announce from inside the Throne: "Where is the Khalifa of Allah on earth?"
So Dawood, the Prophet, will stand up and the voice from Allah, Most High, will say:
"We do not mean you, although you were Allah's Khalifa."
Then a second announcement will be made:
"Where is Allah's Khalifa on earth?"
Then Amirul Mo'mineen, Ali b. Abi Talib, peace be upon him, will rise.
So a voice will come from Allah, Most High:
"O people! This Ali b. Abi Talib is the khalifa of Allah on His earth and His proof over His slaves.
So whoever adhered to his rope while on earth, should hang on to his rope here (also), so that he may have the benefit of his light and may follow him in the rising ranks of Paradise."
He said: A group of people will rise who had adhered to his rope during life on earth, and will follow him into Paradise.
Then there will be announcement from Allah, Most High:
"O those who followed a leader while living on earth, follow him as he goes, and they will go with him."
That will be the time when those who led will dissociate themselves from those who followed them, and they will see the chastisement, and all relations between them will be severed.
'And those who followed will say:
if only we had one more chance, we would dissociate ourselves from them, as they have disowned themselves from us.
'Thus will Allah show them their deeds as anguish for them and never will they come out of the hellfire.' (2:166,167).
(Al Amali of Sheikh Mufid Thirty Fourth Assembly pg 244)

Tuesday 23 February 2016

SHAHADAT-E-JANABE FATIMA ZEHRA (سلام الله عليها)

WAQEA-E-SHAHADAT-E-JANABE FATIMA ZEHRA (سلام الله عليها)
-----------------------------------------------
Allama Majlisi r.a. farmate hein ke maine Sulaim bin Qais mein ye waqiya is tarah dekha hai ke ,
Salman aur Abdullah ibne Abbas ka bayan hai ke jis din janab e Rasool Allah (صلى الله عليه وآله وسلم). ne rehlat farmaee , usee din siwaye chand ke sab logo'n ne bayyat toڑdi aur murtad hogaye aur muqalifat par kamarbasta nazar aaney lagey . Is waqt Ali Ibne Abi Talib (عليه الصلاة والسلام)  tajheez o takfeen e Rasool (صلى الله عليه وآله وسلم)  mein mashghool they , phir wo iske baad hasb e wasiat e Rasool (صلى الله عليه وآله وسلم) , Quran e Majeed ki jama' o tarteeb mein masroof hogaye . In logo'n se inhein koi sarokar na tha . Ek musheer Abu Bakar (لعنة الله عليه)  ne Umar (لعنة الله عليه) se kaha ke , ab tamaam log tumhari bayyat karchukey hein siwaye us shaqs Ali (عليه الصلاة والسلام)  ke aur unke ghar walo'n ke . Lehaza unke paas kisi ko bhejo aur unhein bhi bulao .

Umar (لعنة الله عليه)   ne unke paas Qanfuz naami ek shaqs ko bheja aur kaha , " Aye Qanfuz ! Tum Ali (عليه الصلاة والسلام)  ke paas jaao aur kaho ke , chalo tumhein khalifa e Rasool (صلى الله عليه وآله وسلم) talab karte hein . Qanfuz Moula Ali (عليه الصلاة والسلام)  ko bulane ke liye kaee baar aaya magar Moula jaane se inkar karte rahe . Moula ke inkar par us musheer Abu Bakar (لعنة الله عليه) ko ghussa aaya aur usne Khalid bin Waleed (لعنة الله عليه)  aur Qanfuz (لعنة الله عليه)  ko hukm diya ke tum log lakdia'n aur aag lekar mere saath chalo . Chunachey ye sab log aag aur lakdia'n liye huye Moula Ali (عليه الصلاة والسلام)  aur Shahzadi Fatima (سلام الله عليها)  ke ghar ke darwaze par pohnchey . Us waqt Shahzadi Fatima Zahra (سلام الله عليها) apne darwaze ke peechey baithi hui thi . Aap (سلام الله عليها) ke sar par patti bandhi hui thi aur Rasool (صلى الله عليه وآله وسلم) ki wafat ke ghum mein bilkul lagher o kamzor ho rahi thi .

Wo musheer Abu Bakar (لعنة الله عليه)  aagey badha aur usne darwaza khatkhataya aur awaaz di , " Aye Ali ! Darwaza kholo ". Shahzadi Fatima (سلام الله عليها) ne kaha , " Aye  Abu Bakar (لعنة الله عليه)   ! Humein isee haal mein chorde , isliye ke humein to Rasool (صلى الله عليه وآله وسلم) ka ghum hi bohat kaafi hai ".

Us mal'oon ne kaha darwaza khol do , warna mai tumhare ghar mein aag lagaye deta hun ".

Shahzadi (سلام الله عليها) ne farmaya : " Kya tum Khuda se nahi darte aur mere ghar mein zabardasti daqil hona chahtey ho " ?

Ispar us mal'oon ne aag aur lakdian lekar darwaze ko jaladiya aur dhakka dekar khol liya .

Shahzadi Fatima (سلام الله عليها) samne thi , unho'n ne faryaad ki : " Aye Baba ! Ya Rasool Allah (صلى الله عليه وآله وسلم) !

Ye sunkar us mal'oon ne apni talwar ma' niyaam ke Shahzadi (سلام الله عليها) ke pehlu par maari . Shahzadi (سلام الله عليها) ne ek cheeq maari . Phir us Waladul Haram ne Shahzadi ke haath par zarb lagaee . ( ALLAHO AKBER ! )  Mazlooma (سلام الله عليها) phir cheeqne lagi : " Aye Babaaa " !!! Cheeqo'n ki awaaz sunkar Moula Ali (عليه الصلاة والسلام)  fauran daude aur Abu Bakar Waladul Haram ka garayban pakadkar zor se jhatka diya , jiski taab na laaker wo zameen par girgaya . Moula ne uski naak aur gardan par zarbei'n lagaee aur uske qalt ka  irada kiya , ke Rasool (صلى الله عليه وآله وسلم) ki wasiat yaad aaee ke Aa'n Hazrat (صلى الله عليه وآله وسلم) ne is mauqe par sabr karne ki takeed farmaee thi .

Moula ne farmaya , " Aye ( mal'oon ) ! Mai iski khasam khaker kehta hun , jisne Hazrat Mohammad (صلى الله عليه وآله وسلم) ko Nabi banaker izzat baqshi , agar Allah ne mujhsey pehle hi ahad na liya hota , to tum log mere ghar mein daqil hi nahi hosaktey they ".

Itne mein us mal'oon harami ne apne dosre sathion ki madad se Moula Ali (عليه الصلاة والسلام)  ke galey mein rassi daaldi aur unhein kheenchkar baher legaye . Ye dekhkar Shahzadi Fatima Zahra (سلام الله عليها) ne mudaqilat ki , lekin Qanfuz (لعنة الله عليه) ne Aap (سلام الله عليها) ko aisa taziyaana maara jiska nishaan marte dam tak baaqi raha . Jab Shahzadi (سلام الله عليها) ne darwaze ke peechey panah li ,  to isne darwaza zor se Aap (سلام الله عليها) ke upar dabadiya jissey Aap (سلام الله عليها) ki pasli toot gaee aur jo bachcha Aap (سلام الله عليها) ke shikam mein tha , wo shaheed hogaya . ( HAAY MAZLOOMA (سلام الله عليها)

. Iskey baad , Aap (سلام الله عليها) musalsil beemar rahi , yahan tak ke Aap (سلام الله عليها) ne isee alam mein wafaat ( shahadat ) paee .

Laan Allah Ho Qateleen e Fathima Zehera (سلام الله عليها)

لعن الله عمر ثم ابوبکر وعم
ثم عثمان وعمر ثم عمر ثم عمر
-----------------------------------------------
Ref: Bihar-ul-Anwaar 3 . Pg.No. 206 - 207.
------------------------------------------------

DUA SANAMAE QURAYSH

Aye Allah tu Quraysh ke dono zaalim
aur baatil maabudon ( idols)
aur dono shaitaanon
aur dono sharikon
aur in dono ki betiyon par laanat kar ( beshumar laanat)
Jinhonay tere hukm ki khilafwarzi ki
Teri wahi ko peet dikhaai
Terey imam ke munkir hue
Tere rasul ki baat nahi maani
Tere deen ko palat kar rakh dia
Teri kitaab ke takaazon ko pura hone nahi diya
Tere dushman se dosti ki
Teri nematon ko thukraaya
Tere ahkam ko mutil kia
Aur tere faraaez ko baatil kiya
Aur teri aayaton mei alhad kiya
Aur tere doston se adaawat ki
Aur tere dushmanon se muhabbat ki
Aur tere shehro ko kharaab kia
Aur tere bando mei fasaad phailaaya

Aye Allah tu in dono aur inki matabat karne walon
aur inke doston
aur inke pairokaaron(followers)
Aur inke madadgaaron par laanat kar ( beshumar)
Kyuke inhone khaanaae nabuwat ko tabha kiya
Aur iski chhat ko tod daala
Aur iskey aasmaan ko iski zameen se
Aur iski bulandi ko iski pasti se
Aur iske zaahir ko iske baatin se mila diya
Is ghar ke makino(rehneywaalon) ka istehsaal kiya
aur iske madadgaaron ko halaak kia
Aur iske baccho ko qatl kia
Aur iske mimbar ko iske wasi aur iske ilm ke waris se khaali kia
Aur iski imamat ka inkaar kia
Aur in dono ne apney parwardigaar ka sharik banaaya
Lihaaza( isliye) tu inke azaab ko sakht kar
Aur in dono ko hamesha saqar(dozakh)me rakh
Aur tu khoob jaanta hai ke dozakh kya hai
woh kisiko nahi rakhta aur na chodta hai
Aye Allah tu inpar laanat kar har buri baat ke ewaz( badley) mei jo insey sarzard hui ho
Yaani inhone haq ko poshida kia
Aur mimbar par chadhey
Aur momin ko takleef di
Aur munafiq se dosti ki
Aur Allah ke doston ko aziyat di
Aur Rasool Allah saws ke dhidkaaye hue ko waapas laaye
Aur Allah ke sacchey aur mukhlis bandon ko jilaa watan(sheher se baahar) kia
Aur kaafir ki madad ki
Aur imam ki behurmati ki
Aur waajib mei taaghir(change) kia
Aur ansaar ke munkir hue
Aur shar ko ikhtiyaar kiya
Aur maasoom ka khoon bahaya
Aur khair ko tabdeel kia
Aur kufr ko kaayam kia
Aur jhuth par adhey rahe
Aur miraas par naahaq qabis hue
Aur khiraaj (booties) ko munqata (stop)kia
Aur haraam se apnaa pet bhara
Aur KHUMS KO APNEY LIYE HALAAL KIYA
Aur baatil ki buniyaad kaayam ki
Aur zulmo jor ko raaij (common) kia
Aur dil mei nafaaq poshida rakha
Aur makar (hypocrisy) ko qalb mei chupaaye rakkha
Aur zulmon sitam ki ashaat ki
Aur waAdon ke khilaf amal kia
Aur amaanat mei khayaanat ki
Aur apney ahad ko tod daala
Aur Allah Rasool saws ke haraam ko halal kia
Aur Allah Rasool saws ke halaal ko haraam kia
Aur MASOOMA S.a. KE SHIKAM PAR DARWAZA GIRAKAR SHAGAAFTA(phaad) KIYA
AUR MOHSIN A.s. MAASOOM KO SHAHEED KIA
AUR MAASOOMAE AALAM KE PEHLU KO ZAKHMI KIA
AUR RASOOL SAW KI LIKHI TEHREER JO FIDAK PAR THI PHAAD DAALA
Aur jhaamiyat ko pura ganda kiya
Aur muzizin ki aabru rezi ki
Aur zalil ko aziz kia
Aur haqdaar ko haq se mehroom kia
Aur jhuth ko fareb ke saath amal mei laaye
Aur Allah Rasool saws ke hukm ko badal dia
Aur Imamat ki mukhalefat ki
Aye Allah jin jin aayaaton ki aini haisiyat ko inhone badla hai inke adado shumar(counting) ke mutaabik inpar nafrin farma( beshumar laanat)
Aur jitney faraaiz chode hai
Jitni sunnaton ko tabdeel kiya hai
Jo jo ahkaam mutil kiye
Jin jin rasmon ko mitaaya hai
Jin wasiyaton ko kuch se kuch kardiya
Aur woh umoor jo inkey haathon par zaaya hue
Aur woh baiyat jiske parakhchay udaaye
Aur woh gawaahiya jo chipaai
Naiz woh daaway jinhe insaaf se mehroom rakha gaya
Woh saboot jinhe qubool karne se inkaar kiya gaya
Aur woh bahanay jo taraashay gae
Woh khayanat jo badhti gai
Aur fir woh pahaadi jispar yeh jaan bachaanay ke liye chad gae
Aur woh maaiin rahai( fixed rules) jo unhone badli
Naiz woh khutay raastey jo inhoney ikhteyaar kiye
In sab ke barabar inpar laanat bhej(beshumar)

Aye Allah poshida taur par zaahir bazaahir aur aelaaniya tareekhe se inpar nafrin farma(beshumar)
Beshumar laanat ,abdi laanat,lagaataar laanat aur hamesha baaki rehne waali laanat
Jiski taadaad mei kabhi koi kami naa
Aur in par iski muddat kabhi khatm na ho
aisi laanat (whipping)jo awwal se shuru ho aur aakhir tak muntaka naa ho
Aur inke madadgaaron par
Aur nusrat karne walo par
Aur doston par
Aur inke hawa khawaaon par
Aur farmabardaaron par
Aur fir inki taraf raghbat karne walo par
Aur inke ehtejaaj par hum aawaaz hone walon par
Aur inki pairwi karne walo
Aur inke maanney walon par
Aur inke ahkam ki tasdeeq karne waalo par (beshumar)

Aye Allah tu inpe aisa azaab naaZil kar jis ahle dozakh faryaad karne lage aye tamaam aalamon ke parwardigaar meri yeh dua kubool kar pas ai Allah tu in sab par laanat kar aur
(Aye Allah) rehmat nazil farma Muhammad (sawa) wa aale Muhammad (sawa) par